Lab Pe Hi Rukti Hai Baat Aate Aate
Neend To Nahi Aati Sapnay Bohat Hain Aate
Hum To Hain Phasay Ik Haseen Uljhan Mein
Kaash Woh Aakar Iseh Suljhaate:::::::::::
Zulf rukh say hatta k bat karo
Raat ko din bana k bat karo
Ashianay k charagh madhum hain tum zara
Aankhain uttha k baat karo koi taza fareb
Danain ko tum zara muskara k baat karo
yeh bhi andazay guftagu hai koi jab karo dil
dukha k bat karo.
Jab chala chor k batlanay ki zahmat bhi na ki,
Khob tha dosti ek arsa nibhanay wala,
Dushmani k bhi tu aadaab hain aey dost bata,
Koi itna bhi na tha tujh ko batanay wala.